log muntazir he rahay k hamain toot"ta ddekhain...
ham pather k ho gay zabt kertay kertay

Tum mujhe bhool kar to dekho
Har khushi routh jayegi
Jab akele tum baithogi
Khud-ba-khud meri yaad aayegi
Sheeshe ke gharon main dekho to
Putther dil wale buste hain
Jo pyar ko khail samajhte hain
Aur tor ke dil ko haste hain
Kash khushiyon ki koi dukan hoti, hume v usko pehchan hoti, bhar dete aapk daman khushiyon se, kimat uski chahe meri jaan hoti
Jisnay thoray waaday jisnay toora dil,
Jeena mushkil ho gaya daidi kitni mushkil,
Us baiwafaa say ab har rishta toor daingay,
Muhabbat chor daingay ham
Muhabbat chor daingay ham
Mar jayen gay par ab us ka naam nahi lain gay,
Jisnay toora dil usay ilzaam nahi daingay,
Dil ki batoo ma akar yah dhokay khaye hain,
Ab apnay dil say ham koi kaam nahi lain gay,
Us baiwafaa say ab har rishta tor daingay,

Chalo ik baar phir se ajnabi bun jaen hum dono na main tum se koi umeed rakhon dilnawazi ki na tum meri taraf dekho galat andaaz nazron se na meray dil ki dharkan larkharaey meri baton se na zaher ho tumhari kashmakash ka raaz nazron se tumhain bhe koi uljhan rookti hai paish qadmi se mujhay bhe loog kehtay hain k ye jalway paraey hain meray hamraah bhe ruswaiyan hain meray mazi ki tumharay saath bhe gozri hoe raton k saaey hain ta"aruf roug ho jaey tu usko bhoolna behtar ta"aluq roug ban jaey tu usko toorna acha wo afsana jisay anjaam tak lana na ho mumkin uasay ik khoobsorat mour de k bhoolna acha Chalo ik baar phir se ajnabi bun jaen hum dono. | ![]() | |